Kaun sa gham hai jo yeh haal bana rakha hai,

Kaun sa gham hai jo yeh haal bana rakha hai,
na to makeup hai,
na baalon ko sajaa rakha hai,
aur khama-kha cherti rehti hai yeh rukhsaaron ko,
Tum ne zulfon ko bohut sar pe chara rakha hai

No comments:

Post a Comment